Bikhar rhi hai meri zaat usay kehna, kahi milay tu ye bat usay kehna. usay kehna bin uskay din nahi cut'tay sisak sisak k cut'ti hai rat usay kehna. Wo sath tha tu zamana tha hamsafar mera Magar ab koi nahi hai sath usay kehna usay pukaro ya khud phunch jao uskay pas. nahi rhay ab wo halat usay kehna. Wo jis ko sun k palat aaye meri duniya main Hawaoo aise koi baat usay kehna agar wo phir bhi na lottay tu ay meharban-e-qasid hamari zest k halat usay kehna. main tamam jeet apni uskay naam kar rha ho. main manta ho apni haar usay kehna..!
Inam here.... hello kia haal hain
ReplyDeleteApni Merzi Say Juda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
ReplyDeleteShayad Ab K Bewafa Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Dekhna Hum Ek Din Gard-e-Safar Hojayein Gay
Rastoun Say Ashana Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Gardish-e-Halaat Se Bas Kat Gaye Hain Rastay
Qabil-e-Qaid-o-Saza Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Kia Khaber Thi Is Qadar Na’ashana Ho Jayein Gay
Ajj Kal Pechanta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Fasaloun Say Bhi Guzarna Phir Zara Sa Dekhna
Aisa Lagta Hai Khafa Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
Ek Dojay Ki Buhat Tareef Kerna Jabaja
Maan Lay Dil Ka Bura Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi
hi im shahid chay here
ReplyDeleteBikhar rhi hai meri zaat usay kehna,
ReplyDeletekahi milay tu ye bat usay kehna.
usay kehna bin uskay din nahi cut'tay
sisak sisak k cut'ti hai rat usay kehna.
Wo sath tha tu zamana tha hamsafar mera
Magar ab koi nahi hai sath usay kehna
usay pukaro ya khud phunch jao uskay pas.
nahi rhay ab wo halat usay kehna.
Wo jis ko sun k palat aaye meri duniya main
Hawaoo aise koi baat usay kehna
agar wo phir bhi na lottay tu ay meharban-e-qasid
hamari zest k halat usay kehna.
main tamam jeet apni uskay naam kar rha ho.
main manta ho apni haar usay kehna..!
ASSLAM O ALEKUM.....RAMDAN MUBARUK...
ReplyDeleteap ko bhi ramdan mubarik
ReplyDeleteAsslam-O-Alekum.....How r u every one
ReplyDeletekoi likh skay ga na koi parh sake ga.
ReplyDeletemain wo kaghaz ho jisy barsat bihga gai hai.
Mujhko parhna tu zara ehtiat say.
ReplyDeletekhud apni zaat main bikhri hoi kitab ho main.
Hi How r All Flowers...!!!
ReplyDeleteKoi zinda hay kia yaha per ya sarayyyyyyyyyyyy.,,...
ReplyDelete